Your Ad Here

Aansuo ke girne ki aahat nahi hoti...

Aansuo ke girne ki aahat nahi hoti, Dil ke tootne ki awaaz nahi hoti, Agar hota khuda ko ehsaas dard ka, to use dard dene ki Aadat nahi hoti...

1 comment:

hyderabadpk said...

Mujh Ko Pagal Bana Gaye Aansoo
Jaane Kiaa Kia Suna Gaye Aansoo

Koi Roya Tha Hichkion Se Bohut
Aur Kisi Ko Hansaa Gaye Aansoo

Bat Kehne Ki Jab Bhi Koshish Ki
Lab Khule The K Aa Gaye Aansoo

Thapkiaan Jaise De Raha Ho Koi
Behte Behte Sulaa Gaye Aansoo

Nanhe Hathon Ne Thamnaa Seekhaa
Maan Ki Aaankhon Main Aaa Gaye Aansoo


Shayari


SMS